musalsal berukhi se ye taluq toot jayega
tumhea pehly bataya ta nazar andaaz mat kara
na kaha karo har bar k hm choor dyge tum ko
na hum itnay aam hai na ye tery bas ki baat hai
kisi ne mujh se poucha k tumhara apna kon hai
ek pal ki khamoshi k bad mera jawab ta
jo kisi k liye mujhy nazar andaaz na kary
mujhy chahty ho tum phir nazar andaaz b karty ho
is fan e adakare mai tumhara ustaad koi nhi
daad dydte hai hum tumhray nazar andaaz karny k hunar ko
jis ne b seekhaya ustaad kamal ka hai
tum par betege to tum b jaan jaogy muhsin
koi nazar andaaz kary to kitna darad hota hai
wo is andaaz se kuch keh gaya hai
k sheekway muskara kar reh gaye hai