mea jis k ek ansoo par taraf sa uttaa ta
wo umar baar meri takleef se anjaan raha
hum jhootii tasaali ko iqrar nhi kehty
jo darad ko na samjhee esy yaar nhi kehty
tujh se naraz nhi zindage heeraan ho mea
tere masoom sawaloo se pareshan ho mea
jene k liye socha he na ta darad sambalne hongy
muskaro to muskarane k qaraz utarne hongy
muskaro kabi to lagta hai
jese honto pe ye qaraz rakha hai
tujh se naraz nhi zindage heeraan ho mea
kuch nhi mila bas ek sabaq dy gaye muhabat!!!!
khaaq hojata hai insaan khaaq se banee insaan k pechee
ab kis ka eytabaar karo is dunya mea
ansoo he apni ankh ka jab apna na howa
u ziddi hai teri yaadea janan
jese bachy,ameer logoo k ,,,
kaash tum sim ki tarah hoty
angota laga kar tumhea apne bana lyta
gir jatay hai tooot k asman se tare kahi na kahi to ,,,
kiya guzarti hoge in pe,jo zameen pe tootay hai
mujhy apney zabat pe naaz taa,sar-e-bazam ye kiya howa
meri ankh kese chalak gaye,mujhy ranj hai ye bura howa
ab dil ki tamannaa hai k kash asaa ho,
ansoo k sat ankhoo ki hasrat b nekal jayee