Mujh se Poocha kisi ne Dil ka Matlab.
Main ne hans ke keh diya Thikana us ka.
Us ne poocha Suhani Shaam kisey kehtay hain?
Main ne keh diya Satana us ka.
Us ne poocha batao Ye Qayamat kya hai.?
Main ne Ghabra k keh diya Rooth jana us ka.
Maut kehtay hain kisey jo kisi ne mujh se Poocha to.
Main ne Aankhein ponchh ker kaha chhor jana us ka..
No comments:
Post a Comment