Saturday, 17 October 2015

Mujhe Is Baat Ka Gum Nahi Ki

Mujhe Is Baat Ka Gum Nahi Ki...
Badal Gaya Zamana,
Meri Zindagi To Sirf Tum Ho,
Kahi Tum Na Badal Jana..



تهک گئے ہونٹ تیرا نام بهی لیتے لیتے
اک ہی لفظ کی تکرار کہاں تک جاتی
تو بہت دور بہت دور گیا تها مجھ سے
میری آواز میرے یار کہاں تک جاتی



تمام عمر سہاروں کی آس رہتی ہے
تمام عمر سہارے فریب دیتے ہیں



تجهے دیکھا نہ تھا تیری آرزو نہ تهی
تجهے دیکھا تو تیرے طلبگار ہو گئے




تجهے دیکھا نہ تھا تیری آرزو نہ تهی
تجهے دیکھا تو تیرے طلبگار ہو گئے


Na yaad, Na Nafrat, Na Muhabat Or Na He Ehsaas,
Kya Hum kisi Bhi Salook k
Qabil Nahi Rahy. ?


Ruthi jo zindagi to mana lenge hum,
Mile jo gam to seh lenge hum,
Bus aap rehna sath hamare,
Aasuo mai bhi muskura lenge hum !!



میری سانسوں میں تسلسل ہے جس کی چاہت سے
اب وہ ہی شخص مجهے بےرخی سے ملتا هے




روز اک نئی تکلیف روز اک نیا غم
نا جانے کب اعلان ہو گا کہ انتقال کر گئے ہم.

Kisi din teri nazro se door hojayenge hum
Door fizao mein kahin kho jayenge hum
Meri yaadon se lipat kar rone aaoge tum
Jab zameen ko orh kar sojayenge hum.


Kal ko milne ki as rehne do!!!!!!!!!
Zindagani mein piyas rehne do~~~~~~~
Apni sari khoshiyaan sameat lo jana→→→→
mujh ko yun hi udas rehne do,,,,,,,,,,,


Tumhe dillagi bhul jane padega,
Mohabbat ki raho mein a kr to dekho,
Tadapne par mere na fir tum hasoge,
Kbhi dil kisi se laga kar to dekho. 

Is Qadar Barf-Baari hai Sadmon ki,,,,,,
Jum gaye hain Gum Meri Aankhon mai,,,,,,



Mere rooth jane se ab un ko koi farq nahi parhta:::
Be-chain ker deti thi kabhi jin ko khamoshi meri:::
Mujhe Is Baat Ka Gum Nahi Ki...
Badal Gaya Zamana,
Meri Zindagi To Sirf Tum Ho,
Kahi Tum Na Badal Jana..







2 comments: