Monday, 6 April 2015

2 Line Urdu Poetry


bout azeeyat dyta hai
khwaboo ka jawaab he reh janaa

meri zindagee ka koi sahara nhi hai
is jaha mea koi hamara nhi hai
pakaraa iska haat to muskaraa kar kaha is ne
choro meri haat ye haaq tumhara nhi hai

zid pe ajayee kisi baat pe bachaa jesee
dil tere bad kuch is tarah se sambalaa hum ne

betaaab hum b hai darad judayee ko qasam
rota wo b hoga nazaree churaa churaa k

koi to hai na
k jis ki tarah
udaas rehnee ka shooq sa hai

ab itnii mukhtasar hogaye hai guptagoo
jab subhaa hove to salaam kiya,jo raat hove to shabakhair

agr muhabat gunaah hai 
to phr samjho hum ne haad kardi

mea karwaa ko rah samjhta raha jese
sehraa ki reeet pe hawa ko lakeer te