phir neend say jaag kar idhar udhar dhoondta hoon tumhea
mera kiya rishta november december,january se
sab maheenee zalim hain ishq k faqeeroo par
neendoo k ehsas utayee
tumhare khwab phir b na ayee
toot kar chub raha hai ankhoo main
kaanh ka to nhi ta,khwab mera
tum ko azizjaan se payara bana liya
dil ka sakoon ankhoo ka taraa bana liya
ab tum wafaa karo ya na karo ye tumhara aztaraf
hum ne to tumhea zindagee ka sahara bana liya
waqat hota hai har zakham ka marham muhsin!!!
phir b kuch zakham tay asee jo baartay dykhee
chaloo maan lyte hain k mujhy muhabat karna nhi ati
likinn tum to ye batao tumhea dil tornaa kis ne sekhaya
wo bari heeraani se pouch beatii meray gham ki wajaa
phir halka sa muskrayee or kaha mujh se muhabat ki te na
jin pe hota hai bout dil ko barosa dil ko barosaa tayeesh
waqaat paranay par wahii log daghaa dyte hai
mujhy yaqeen hai k to munfarad hai orooo se
tumhea ghumaan hai shayd mea oroo jesaa ho
No comments:
New comments are not allowed.