na to dil meri muhabaat ko apni dil lagee se
dukh kar meri chahat aksar taraazoo toot jatay hai
phir yaad se ghafil,ay dunya teri haaass mea
is muktsar si jeean ko ek or raat beet gaye
lamha lamha meri khawyesh khatam hoti gaye
bechar kar tujh se jo rehna seekha humne
darad mea koi mousam payara nhi hota
dil ho payasaa sa to panii se guzarna nhi hota
koi dykhe to hamari be basii muhsin
hum sabi k hojaty hai koi hamra nhi hota
tum meri ho is baat mea koi shak nhi
tum kisi or k nhi hongay is baat ka yaqeen dela do
ghulamee to sirf tere ishq ki ki te baqee ye dil
pehly b nawaab ta or aj b nawaab hai
jese nangay pao paaty puranee
kaparoo waly bachay
apni khali jeeboo ka ehsas liye
dil ko ache lagne wali
mehange cheezea,kisi dukhaan ka band
sheshoo se pehroo lag
kar tetakty hai na
mea b tumko you he
aksar taktaa rehta ho
rulayeega khudaa inhea b ek din zaror
rawaaj bana rakha hai jinhoo ne dunya ko rola naa
qabil-e-atibaar he aksar
qatil-e-atibaar hotay hai
har dil ka ek raaz hota hai
har baat ka el andaaz hota hai
jab tak na lagay bewafayee ki tokar
har kisi ko apni muhabat pe naaz hota hai