Sunday, 5 April 2015

Dosti Ki Saza

dosti ki waja nhi hoti
dosti saza nhi hoti
dosti mea hoti hai emaandari
dost jaan se payara hota hai
dost se jaan payare nhi hoti

dey ijazat jo tu
tere pehlu mein reh loun main

khushi meri talaash mea youhee phirtii rahee
kabi usy mera ghar na mila kabi usy hum ghar mea na mily

kartey hai meri khamio ka tazkara
kuch iss tarah
log apne ama'al mein arishte
ho jaise

late at night when everyone is sleeping
i'm still awake thinking of you

bout khush qesmat hai wo loog yaqeen jano
jo mangtay b nhi,roty b nhi aur muhabat paalytee hai

ye sham,sard hawa or hijaar ka alaam
ghumaan hota hai is baar December mar daly ga

khuda ne likha he nhi tujh ko meri qesmat mea shahyd
warna khoyaa to bout kuch ta ek tujhy panee k liye

kardyna maaf hum ko dil se....agar tooraa ho kabi dil tumhara
zindagee ka kiya barosaa kal kaafaan mea lepaataa mely tum ko y 
dost tumhara

maat poochaa karo 
mujh se k tum mere
liya lagte ho
dil k liye dharakana
zaroori hai aur mere liye
TUM